The ABC Homeopathy Forum
kya azoospermia ka tretment hai ?
good afternoon all drsir mujhe azoospermia ka problom hai. mera semen me sperm count nill hai. kya mera problom ka tretment ho sakta hai aur kya main father ban sakta hu. please reply me.sir aap log meri jindagi bachana chahte hai to please meri help kare nahi to main aur jeena nahi chahta. please help me.
jeetendra prasad on 2015-01-06
This is just a forum. Assume posts are not from medical professionals.
aap ki bimar ka ilaz zarur hai. kripaya form bhar dijiye.
please answer the following with as much detail as possible.
1 Name
2 Age
3 sex
4 Height and Weight
5 Main problem
6 Any other problem
7 The problem is better or worse from (heat/cold/movement/rest/pressure)
8.Appetite and thirst (excessive/ normal/less) with likes and dislikes for different tastes and food.
9 Preference for climate (hot/moderate/cold/dry/wet)
10 quantity and quality of sleep with preffered position.
11 dreams if any.
12 Perspiration (how much and where)
13 Stool (hard/soft/normal) and frequency.
14 Urine (quantity/colour/frequency) difficulty if any.
15 Describe yourself as a person.
16 Opinion of other people close to you about yourself (extremely helpful to the doctor if provided)
17 Family medical history (parents/ grand parents/brothers/sisters)
18 Treatment taken in the past.
19 present medication if any
20. any other information you would like to provide.

♡ telescope 9 years ago
1. Jeetendra presad
2. 35
3. male
4. height- 5"10" weigh- 66
5. azoospermia
6. Asthma and gastic.
7. rest me better or heat & cold me worse.
8. appetite normal. nonveg jada like karte hai.
9. medium cold
10. sir mujhe nind achhi nahi aati hai. raat bhar karwat badalta rahta hu.main left, write aur sidha position me sota hu par stete me jada sota hu.
11. sir jab nind hi achhi nahi aati to dreams kaha se dekhunga. par sir hamese din rat sex aur rupye paise ke bare me sochta rahta hu. jaise kisi achhi ladki ko dekha to uske santh sex karna aur kahi se mujhe bahut jada rupye mil jana jisse mai sabhi garibo ki madat kar saku.
12. sir garmi me pasina bahut jada aata hai aur usme badbu bhi adhik aati hai.
13. sir stool har roj saaf nahi aata hai. kayam churan khaye bina stool nahi hoti hai aur belly me gas jada hota hai aur belly bahut bada ho gaya hai. sir ayurvedic med khane ke baad belly bada ho gaya hai.sir belly bhi kam karna hai.
14. urine normal hai. kabhi write to kabhi yellow aati hai.
15. sir mai hamesa logo se mil kar rahta hu. par jab se azoospermia ke bare me malum chala main chidchida ho gaya hu har baat me bahas karta hu hamesa akele rahta hu hasna bolna sab chut gaya hai.
16. sir meri wife se hamesa jhagda hota hai.meri wife alag rahna chahti hai par mai apne family ko chodna nahi chahta hu.
17. sir meri mother ki deth asthma se hue thi. aur mere brother and sister ka mairege ho gaya hai aur unke bache bhi hai unhe koi bimari nahi hai.
18. azoospermia ke liye ayurvedic aur homeopathy tretment karaya par koi profit nahi mila.
19. abhi Damiana-q 20 drops three time a day le raha hu aur asthma ke liye Dr. willmar schwabe ka GRINDELIA PENTARKAN 2 tab three time a day le raha hu. sir asthma me is med se mujhe bahut aaram hai.
20. sir mera mairege 2006 me hua hai aur mairege ke baad mujhe sex me koi problom nahi tha. sir main 14years se masterbution karta tha. mairege ke 3years baad jab koi baby nahi hua to maine apna aur wife ka chakup karaya to mere semen me sperm count nill nikla. sir uske baad main ayurvedic aur homeopathy tretment kataya par abhi bhi sperm count null hai sir is report ke baad mera sex me dil nahi lagta hai aur sex ke samay penis strong nahi hota hai aur penis bhi chota hai.sir mera left nose me nosepholy ho gaya hai par write side hamesa block rahta hai. allopathy nose drops lene ke baad mai so pata hu nahi ti nose se sans nahi le pata hu.sir mera full body pain karta hai. ayurvedic med lene ke baad belly bada ho gaya hai letring thick se nahi hota hai. din raat sex aur rupye paise ka khayal aata hai. sir please help me

jeetendra prasad 9 years ago
aap ek dose Sulphur 200 lijiye. aap ko jukam hot a hei ya nahi?
♡ telescope 9 years ago
sir mujhe din me kabhi bhi achank nose me gudgudi hoti hai aur phir chhink aani suru ho jati hai.8-10 chhink aane ke baad nose me paani girna suru ho jata hai aur eye se bhi paani girne lagta hai. jara sa bhi tikha khane se eyes se paani girne lagta hai.
jeetendra prasad 9 years ago
abhi sulphur mat khaiye. aap thuja 30 aur arsenic um alb 30 kharidiye. jab asthma nahi rahta hai tab ek dose thuja khaiye. asthma chal raha hai to thuja ke. badle arsenic khaiye
♡ telescope 9 years ago
thank u for reply sir. sir kya main Dr willmar shwabey ka GRNTARKAN PENTARKAN teb khana band kar du.aur aap ne jo med bataya kitna quantity me lena hai. again thank u.
jeetendra prasad 9 years ago
To post a reply, you must first LOG ON or Register
Important
Information given in this forum is given by way of exchange of views only, and those views are not necessarily those of ABC Homeopathy. It is not to be treated as a medical diagnosis or prescription, and should not be used as a substitute for a consultation with a qualified homeopath or physician. It is possible that advice given here may be dangerous, and you should make your own checks that it is safe. If symptoms persist, seek professional medical attention. Bear in mind that even minor symptoms can be a sign of a more serious underlying condition, and a timely diagnosis by your doctor could save your life.